Zinda rahe toh phir milenge”.
Magar aap se mil ke
Ish dil ne mehasoos kiya hai ki,
“Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge”.
Yeh raat itni tanha kyun hoti hai,
kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai,
Ajeeb khel khelti hai yeh kismat
Jise hum pah nahi sakte.
Tammana se nahi tanhai se darte hain,
pyaar se nahi ruswaai se darte hain,
milne ki to bahut chahat hai,
par milne ke baad judaai se darte hain.
Yaad aaye to aankhen band na karna,
hum chale bhi jaaye to gum na karna.
Yeh zaruri nahi ki har rishte ka koi naam ho,
per dosti ka ehsaas kabhi dil se kam na karna.
Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga,
Jaise amavas ne har raat chand maanga.
Ruth gaya woh Khuda bhi humse,
Jab humne apni har duwa mein unka saath maanga
usi se mohabbat kyun hoti hai.
Yaadain teray khluuse ki dustti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooain trastii hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabt ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barstii hain aaj bhi.
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai,
Dil kholkar jeete raho to hum khush hai,
yeh nahi kehte ki roj milo,
bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.
Wo asma kitne kush nashib hain
jo dur rahkar bhi barste hain
ur hum kitne badnassib hai jo
pass rhakar bhi milne ko tarst hai.
Aakhen kholu to chehra tumhara ho,
Band karu to sapna tumhara ho,
Maar bhi jau to koi gam nahi,
Agar kafan ke badle achal tumhara ho.
Tanhaai me jab beete lamho ki yaad aati hai,
Kya kahe jism se jaan chali jaati hai,
Yun to unki berukhi yaad hai humein,
Per aankhe band kare to surat unki nazar aati hai.
Dhalti raat ka khula ehsas hai,
Mere dil me teri jagah kuch khas hai,
Tum nahi ho yahan mujhe malum hai,
Par dil kahta hai ki tu dil ke paas hai.
Mere chehre se utho do kafan,
mujhe aadat hai muskurane ki.
meri lash abhi mat jalana,
mujhe umeed hai unke aane ki.
Mausam ka ishaara hai, Hasraton ne pukaara hai,
Kaise kahe ke kitna miss karte hai hum aapko,
Ye sayari ussi yaad ka ek Ishaara hai.
Matlabi hai bahut yanha, kisi aise say na dil lagana jinke badle dil aise jaise , kisi mausam ka badal jaana, Roj sunayenge phir woh, koi aur naya bahana nayi dastaan yeh nahi , Varso ka hai yehi fasaana..
Zindagi Guzar Rahi Hai Uss Ke Khayalon Mein
Ajeeb Si Ik Laali Thi Uss Haseen Ke Gaalon Mein
Socha Tha Bhool Jayenge Uss Bewafa Ko Hum Lekin
Eik Bhi Yaad Na Mit Saki Dekho Itne Saalon Mein !!
Dua Karti Hai Har Saans Mairi, Ke Tum Ho Ya Koi Bhi Na Ho
Rahey Haath Mein Haath Apna, Kabhi Dil Say Na Tum Juda Ho
Mairey Dil-o-Dimagh Pey Humdum, Kuch Aisey Hai Tera Basera
Ikj Shakhs Ho Tum Sab Ke Waastey, Mairey Liye Saara Jahan Ho !
Hota Hai Jab Pyar To, Bharosa Aa Hi Jaata Hai
Shaq Iss Mohabat Ko To Bilkul Kha Hi Jaata Hai
Laakh Bachney Ki Koshish Karo Lekin Mairi Jaan
Iss Bhari Dunya Mein Koi Bhaa Hi Jaata Hai !
Jiss Ne Judai Ki Chuban Ko Na Kabhi Mehsoos Kiya Ho
Jiss Ne Dil To Liya Ho Par Apna Dil Na Diya Ho
Woh Pyar Ki Kashish Ko Bhala Kaisey Jaan Paaey Ga
Bass Iss Khoobsurat Ehsaas Say Woh Mehroom Reh Jaaey Ga !
Kabhi Kabhi Insaan Iss Haal Mein Bhi Hota Hai
Koi Wajah Bhi Nahin Hoti, Phir Bhi Woh Rota Hai
Honton Pey Liye Muskaan Woh, Khushiyaan Hain Bant-taa
Par Tanhai Mein Woh Apni Aankhon Ko Bhigota Hai !
Jal rahi hai tere pyar ka deep mere dil mein,
Parwah hi nahi chahe aaj shamma jale na jale,
Mil rahi hai roshni tere pyar ke ranginion mein,
Parwah hi nahi chahe aaj ujala rahe na rahe.
Hume dhal jaane do aaj apne ang ang mein,
Doob jaane do aaj hume apni pyaasi nigaahon mein..
Milne do aaj khushbo hum dono ki tan badan ka,
Sun lene do aaj saari dil ki dhadkan ko jo
dhadakti hai tere liye.
Kaid karne do aaj tadapti tanhaiyon ko apne dil mein,
Chup jaane do aaj apni tasveer ko meri hi palkon mein,
Tum hi keha do Chupaon kaise oh sanam
Aaj tadap mein is dil,
Mere dil ki har dhadkan mein
Sanam naam tera hi rehata hai.
No comments:
Post a Comment